Dhadkan Lyrics – Farmani Naaz x Farman | Main Kaise Jiyu Meri Jaan Bata

Dhadkan (Main Kaise Jiyu Meri Jaan Bata) Lyrics is brand new Haryanvi song sung by Farman, Farmani Naaz. The heartfelt lyrics, penned by Farman, blend beautifully with the emotive composition by GR Music. Featuring Amit Sahota and Soni Mahiwal, this song resonates with deep emotions and a touching melody.

Main Kaise Jiyu Meri Jaan Bata Ho Ho..
Main Kaise Jiyu Meri Jaan Bata
Tu Basta Hai Meri Dhadkan Mein

Main Kaise Jiyun Meri Jaan Bata
Jab Tu Hi Nahi Hai Muqaddar Mein
Main Kaise Jiyun Meri Jaan Bata
Jab Tu Hi Nahi Hai Muqaddar Mein
Tu Hi Nahi Hai Muqaddar Mein

Tere Pyar Mein Hum Deewane Hain
Tere Pyar Ne Sacha Maane Hain
Kyun Pher Liya Munh Ranjhe Se
Kyun Rakh Liya Patthar Seene Pe

Tere Pyar Mein Hum Deewane Hain
Tere Pyar Ne Sacha Maane Hain
Kyun Pher Liya Munh Ranjhe Se
Kyun Rakh Liya Patthar Seene Pe

Mere Hothon Par Hai Naam Tera Ho Ho..
Mere Hothon Par Hai Naam Tera
Main Kaise Bataun Yaar Mere

Main Kaise Jiyun Meri Jaan Bata
Jab Tu Hi Nahi Hai Muqaddar Mein
Main Kaise Jiyun Meri Jaan Bata
Jab Tu Hi Nahi Hai Muqaddar Mein

Na Tera Pata Oh Harjai
Tujhe Chitthi Pyar Ki Pahunchai
Tune Kaise Bhula Ke Yaar Mere
Tujhe Yaad Meri Kyu Na Aayi

Na Tera Pata Oh Harjai
Tujhe Chitthi Pyar Ki Pahunchai
Tune Kaise Bhula Ke Yaar Mere
Tujhe Yaad Meri Kyu Na Aayi

Meri Jaan Tujhe Yeh Yaad Toh Hai Ho Ho..
Meri Jaan Tujhe Yeh Yaad Toh Hai
Tune Vaade Kiye The Ratan Mein

Main Kaise Jiyun Meri Jaan Bata
Jab Tu Hi Nahi Hai Muqaddar Mein
Main Kaise Jiyun Meri Jaan Bata
Jab Tu Hi Nahi Hai Muqaddar Mein

Ho Ho Ho…

Jab Tu Hi Nahi Hai Muqaddar Mein
It’s A GR Music!

Hope You Liked the Post, If You Found Mistakes in the Lyrics “Dhadkan Lyrics – Farmani Naaz x Farman | Main Kaise Jiyu Meri Jaan Bata” kindly Submit Us With the Correct Dhadkan Lyrics – Farmani Naaz x Farman | Main Kaise Jiyu Meri Jaan Bata Song! Thanks for visiting us!

Leave a Comment